Aa Gaye Sab Ke Imam | Hafiz Amanullah Qazi
Aa Gaye Sab Ke Imam | Hafiz Amanullah Qazi
Jinko ummat se behad pyar tha
Jinke aane ka sab ko intzar tha
Wo aa gaye, Wo aa gaye
Waraf’ana laka zikrak
Ghali gali me nagar nagar me
Nabi (saw) ki naaten, Nabi ki baten
Mehak rahin hai jigar jigar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Salam karte the Mustafa ko
Darakht jhuk kar pahad dab kar
Shajar shajar me hajar hajar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Gali gali me nagar nagar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Mehak rahin hai jigar jigar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Zameen ke zarre falak ke tare
Nabi ki chahat ke istiaare
Malak malak me bashar bashar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Gali gali me nagar nagar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Mehak rahin hai jigar jigar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Mere khayalat me basera
Hai raat din rouza-e-Nabi ka
Meri fuhan aur chasm-e-tar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Gali gali me nagar nagar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Mehak rahin hai jigar jigar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Jamal Nabwi pe rashk karte
Hain chand sooraj falak ke tare
Kiran kiran me sehar sehar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Gali gali me nagar nagar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Mehak rahin hai jigar jigar me
Nabi ki naaten Nabi ki baten
Khul gayin hidayat ki rahen
Imam-ul-anbiya ke aane se
Aa gaye sab ke imam
Tujh pe lakhon durudon salam