Maa Ki Dua | Hafiz Ahsan Qadri

Maa Ki Dua | Hafiz Ahsan Qadri

Maa Ki Dua | Hafiz Ahsan Qadri
: :

Khuda ne mujh ko diya, Maa Teri duaon se
Mila hai jo bhi mila, Maa Teri duaon se

Jahan jahan bhi gaya log dil bicchane lage
Ye ehteram mera maa tei duaon se

Maa ki dua jannat ki hawa
Maa ki dua jannat ki hawa

Ye kamiyabiyan shohrat qadam qadam pe mili
Naseeb aisa mila maa teri duaon se

Tawaf maine kiya ki sahi warwahi
Jo maine umrah kiya maa teri duaon se

Mujhe girane pe hasid tule hue the magar
Main dushmanon se bacha maa teri duaon se

Qasam hain isme ujagar ka kuchh kamal nahin
Urooj isko mila maa teri duaon se

Maa ki dua jannat ki hawa
Maa ki dua jannat ki hawa