Mohammad Ka Rauza | Junaid Jamshed

Mohammad Ka Rauza | Junaid Jamshed

Mohammad Ka Rauza | Junaid Jamshed
: :

Mohammad ka rauza qareeb aa raha hai
Bulandi pe apna naseeb aa raha hai
Farishton ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishton

Ke khadim tumhara sayeed aa raha hai
Madina… madina… madina…madina…
Bara lutf deta hai naam-e-madeena,

Wafa tum na dekhoge hargiz kisi me
Zamana wo aisa qareeb aa raha hai
Hifazat karo apne iman-o-deen ki
Zamana wo aisa ajeeb aa raha hai

Mohammad ka roza qareeb aa raha hai
Bulandi pe apna naseeb aa raha hai
Farishton ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishton

Ke khadim tumhara sayeed aa raha hai
Madina… madina… madina…madina…
Bara lutf deta hai naam-e-madeena

Tumhen kuchh khabar hai kahan ja raha hun
Rasool-e-khuda hain, wahan ja raha hun
Tumhen kuchh khabar hai mai kya paa raha hun
Mohabbat ka unki maza pa raha hun

Chalo ja ke rahna madine me ab to
Qayamat ka manzar qareeb aa raha hai
Farishton ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishton

Ke khadim tumhara sayeed aa raha hai
Madina… madina… madina…madina…
Bara lutf deta hai naam-e-madeena

Nigahon me sultaniyat heech hogi
Jo payega dil me payam-e-madina,
Sukun-e-jahan tum kahan dhundhte ho
Sukun-e-jahan hai nizam-e-madina

Madina… madina… madina…madina…
Bara lutf deta hai naam-e-madeena

Mohammad ka roza qareeb aa raha hai
Bulandi pe apna naseeb aa raha hai
Farishton ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishton

Ke khadim tumhara sayeed aa raha hai
Madina… madina… madina…madina…
Bara lutf deta hai naam-e-madeena