Ism-e-Mohammad | Hafiz Saed Umar
Ism-e-Mohammad | Hafiz Saed Umar
Wa hasana minka lam tara kattu ‘aini
Wa ajmala minka lam talidin nisaau
Khuliqta mubarra am min kulli ‘aibin
Ka annaka qad khuliqta kama tashaau
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Jati hai mehek tab meri zuban
Subhan Allah, Subhan Allah
Karta hun jab teri madh-o-sana
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Likhta hun kabhi jo ism tera
Jhukta hai adab se qalam mera
Kare sajda siyahi ho ke fanah
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Aur sare sahaba habib-e-Nabi
Mera dil meri jaan unsab pe fida
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Leta hun jo naam-e-Mohammad (saw) main
Pata hun main khud ko jannat me
Hai ism-e-Mohammad (saw) rooh ki ghiza
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Ae kash madine main jata rahun
Sari umr wahin pe basata rahun
Jeevan ho mera qadmon me fanah
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah
Ruhani labon ko choomun zara
Aur ishq-e-Nabi me jhoomun zara
Padhte hain jo unki naat-o-sana
Subhan Allah, Subhan Allah
Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah