Mekkah Yaad Aata Hai | Hafiz Abdul Qadir
Mekkah Yaad Aata Hai | Hafiz Abdul Qadir
Yaad aata hai, Yaad aata hai
Yaad aata hai, Yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Madine jaane walon mujhko
Bhi hamraah le lena
Bataun kya tumhen mujh ko
Ke kiya kiya yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Meri aankhon mein phirte hain
Madine ke gali kooche
Mujhe har waqt zehan mein
Chalna phirna yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Wo mehrab aur jannat ki
Kyari aur wo membar
Jo dil mein naqsh hai mere
Wo naqsha yaad aata hain
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Sukoon-e-qalb pyari jaliyan
Phirti hain nazron mein
Wahi maujood hun main mujh ko
Aisa yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Mo’adab dast basta hazri
Mein neechi nazron se
Salame-n-shoq ru ru ‘arz
Karna yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai
Bahut bechain hota hun
Jo mekkah yaad aata hai
Shah-e-har dusra ka mujhko
Roza yaad aata hai