Mohabbat-e-Muawiyah (R. A) | Syyed Yasir Soharwardi
Mohabbat-e-Muawiyah (R. A) | Syyed Yasir Soharwardi

Wo jangi kashti banane wali
Chali wahdat Muawiya (r.a) se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se
Ae aasteen ke siyah naagon
Itna jalo mat Muawiya se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se
Alag nahin tha alag nahin hai
Nabi (saw) ki ummat Muawiya se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se
Sanpon se zyada zahrile hain wo
Itne zahrile ke dasa hua pani bhi na mange
Jinhen adawat Muawiyah (R.A) se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se
Karte rahenge izhar-e-chahat
Ham ahl-e-sunnat Muawiyah se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se
Ham unse nafrat karenge hud hud
Kare jo nafrat Muawiyah se
Hame mohabbat Muawiyah (r.a) se
Hame aqeedat Muawiyah (r.a) se