Hazrat Umar Farooq (r.a) | Hafiz Muhammad Tahir Qadri

Amir-ul-momineen (ra) ana uhibbu Umar (ra)
Wala wallahi wallahi ana uhibbu Umar (ra)
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Ghuroor-e-qaisar-o-kisra ko matti me mila dala
Bahadur ho to aisa ho shujaat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Haq ki hai talwar Umar Umar Umar (ra)
Batil pe hai yalghaar, Umar Umar Umar (ra)
Adal ka pahredar, Umar Umar Umar (ra)
Bafa ka alamdar, Umar Umar Umar (ra)
Momin ki hai lalkar, Umar Umar Umar (ra)
Haidar ko jisse payar, Umar Umar Umar (ra)
Nabi (saw) ka sachha yaar, Umar Umar Umar (ra)
Umar Umar Umar (ra), Umar Umar Umar (ra)
Sayyeden Umar (ra) ibn khattab (ra)
Umar wo hukmran hai ke zamana ab bhi kehta hai
Jo hakim ho to aisa ho hukumat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Farishte kah rahe hain dekhkar Farooq ki turbat
Muqaddar ho to aisa ho jo qismat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Haq ki hai talwar Umar Umar Umar (ra)
Batil pe hai yalghaar, Umar Umar Umar (ra)
Adal ka pahredar, Umar Umar Umar (ra)
Bafa ka alamdar, Umar Umar Umar (ra)
Momin ki hai lalkar, Umar Umar Umar (ra)
Haidar ko jisse payar, Umar Umar Umar (ra)
Nabi (saw) ka sachha yaar, Umar Umar Umar (ra)
Umar Umar Umar (ra), Umar Umar Umar (ra)
Musalle par Umar hon aur safon me Haidar-o-Usman
Namazi hon to aisi hon imamat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Jahan bete ko bhi bakhsha na jaye jurm par uske
Jo adil ho to aisa ho adalat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Mere Aaqa ki masjid ke musalle par Umar ka khoon
Gawahi ho to aisi ho shahadat ho to aisi ho
Dua-e-Mustafa (saw) hai Hazrat-e-Umar (ra)
Khalifa doosra hai Hazrat-e-Umar (ra)
Haq ki hai talwar Umar Umar Umar (ra)
Batil pe hai yalghaar, Umar Umar Umar (ra)
Adal ka pahredar, Umar Umar Umar (ra)
Bafa ka alamdar, Umar Umar Umar (ra)
Momin ki hai lalkar, Umar Umar Umar (ra)
Haidar ko jisse payar, Umar Umar Umar (ra)
Nabi (saw) ka sachha yaar, Umar Umar Umar (ra)
Umar Umar Umar (ra), Umar Umar Umar (ra)
Sayyedna Umar ibn khattab (ra)
Ana uhibbu Umar (ra)