Waalidayn | Maulana Imtiyaz Sidat

Waalidayn | Maulana Imtiyaz Sidat

Waalidayn | Maulana Imtiyaz Sidat
: :

Pyari maan, Pyare baap
Maula ne diya

Alhamdulillah Alhamdulillah
Alhamdulillah Alhamdulillah

Doston ke saath na bhagte raho
Apne maa baap ko khush karte raho

Kaise pala hai, na tujhko pata
Wo hai razi to razi pyare maula

Tu dil na dukha, Tu dil na dukha
Tu dil na dukha, Tu dil na dukha

Ed din aayega, waalidayn na honge
Afsos ka hona be-inteha

Har waqt dua yeh dete rahen
Har waqt dua yeh lete rahen

Tu dil na dukha, Tu dil na dukha
Tu dil na dukha, Tu dil na dukha

Unki chahat bas hai kahani teri
Unki qurbani jawani hai teri

Unse pyar karo, Unse baaten karo
Wo hain razi to razi pyare maula

Tu dil na dukha, Tu dil na dukha
Tu dil na dukha, Tu dil na dukha

Apne maa baap ka tu dil na dukha
Mere malik mere maula ne kaha

Unki khidmat kare aur hifazat kare
Wo hain razi to razi pyare maula

Tu dil na dukha, Tu dil na dukha
Tu dil na dukha, Tu dil na dukha