Khuda Ki Azmaten Kya Hain | Hafiz Ahmed Raza Qadri

Khuda Ki Azmaten Kya Hain | Hafiz Ahmed Raza Qadri

Khuda Ki Azmaten Kya Hain | Hafiz Ahmed Raza Qadri
: :

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Sadaa karna thi mere bas me
Maine tho sada kar di

Wo kya denge, mai kya lunga
Shafeeh jaane, gada jane

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Kaha jibreel (a.s) ne sidra
Talak meri rasayi thi

Hai kitni manzilen aage
Nabi jaane khuda jaane

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Madeene hazri ki mangte
Rahna dua yaaron

Asar hoga, nahi hoga,
Nabi jane dua jane

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Meri matti madeene paak
Ki raah me bichha dena

Kahan le jaayegi isko
Madeene ki hawa jaane

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Mujhe tho surkhuru hona hai
Aaqa ki nigaahon me

Zamaane ka hai kya nasir
Bura jaane bhala jaane

Khuda ki azmatain kya hain
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane

Maqaam-e-mustafa kya hai
Mohammad (s.a.w) Mustafa jane