Khwaab | Nouman Shah Bukhari
Khwaab | Nouman Shah Bukhari
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Padha jo maine durood unpar
Bulandiyon par naseeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Khade the dar par adab se sab hi
Ameer dekha ghareeb dekha
Na koi maslak na koi firqah
Na koi hamne raqeeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Padha jo maine durood unpar
Bulandiyon par naseeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Payambron ki namaz mein bhi
Imam rab ka habeeb dekha
Kahin pe yaseen kahin pe taha
Kahin munik-o-khteeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Padha jo maine durood unpar
Bulandiyon par naseeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi (SAW) ka rouza qareeb dekha
Batao mujhko jahan walon
Nabi sa koi tabeeb dekha
Suna suna kar nabi ki naaten
Adab se jhukta ateeb dekha
Dar-e-nabi par pahunch ke razi
Khuda ko khud se qareeb dekha
Padha jo maine durood unpar
Bulandiyon par naseeb dekha
Ye khwab maine ajeeb dekha
Nabi ka rouza qareeb dekha