Sehri Me Uthuga Aur Roza Rakhuga | Abdullah Farooq
Sehri Me Uthuga Aur Roza Rakhuga | Abdullah Farooq
Sehri me uthunga aur roza rakhunga
Masjid bhi chalunga aur fajr padhunga
Ramzan hai mehman, mehman hai ramzan
Jitna bhi ho mumkin mai neki karunga
chhota hun abhi par mujhko ye pata hai
Roza jo rakha to khuda ka pyara banunga
Mubarak Mubarak Ramzan Mubarak
Mubarak Mubarak Ramzan Mubarak
Baba meri sun len mai roze padhunga
Aur ghar ke bhi sare ma kaam karunga
Roze ka uzar hai mai hargiz na karunga
Aur rakh ke mai roza mai tang bhi na karunga
Sehri me uthunga aur roza rakhuga
Masjid bhi chalunga aur fajr padhunga
Sooraj bhi chadha hai garmi bhi badhi hai
Hiddat se shiddat ki pyas lagi hai
Bas thoda sbar hai iftar karunga
Lekin ba khuda mai dozakh se bachunga
Sehri me uthunga aur roza rakhunga
Masjid bhi chalunga aur fajr padhunga
Mama ne kaha tha ke rab ka hukm hai
Roza-o-Taraweeh bas tees hi din hai
Phir rab ki jumaani ho uska jashn hai
Jo rab ne kaha hai mai bhi wo karunga
Sehri me uthunga aur roza rakhuga
Masjid bhi chalunga aur fajr padhuga