Sar Mera Dhaal Bane Khatm-e-Nabuwat | Molana Muneer Ahmed

Mere Aaqa (saw) teri hurmat pe jaan qurban
Jiska har gaam uthe khatm-e-nabuwat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiske dil me kisi gustakh se ho hamdardi
Hath hai uske gireban pe jasarat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiska har gaam uthe khatm-e-nabuwat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Be basar aql se kah de ke zara ek taraf
Ishq kafi hai mera meri hidayat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiska har gaam uthe khatm-e-nabuwat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Koi momin ho amal se gaya guzra lekin
Sar ba-kaf phir bhi hai namoos-e-risalat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiska har gaam uthe khatm-e-nabuwat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiska ghar baar lute aap ki hurmat ke liye
Bas yehi kafi hai momin ki sa’adat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Jiska har gaam uthe khatm-e-nabuwat ke liye
Sar mera dhaal bane uski hifazat ke liye
Usko al-mazi dhadakne ka nahin haq hasil
Dil jo tarpe na usi rah me shahdat ke liye