Kabe Ki Raunaq Kabe Ka Manzar | Owais Raza Qadri

Kabe Ki Raunaq Kabe Ka Manzar | Owais Raza Qadri

Kabe Ki Raunaq Kabe Ka Manzar | Owais Raza Qadri
: :

Kabe ke raunaq Kabe ka manzar
Kabe ke raunaq Kabe ka manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar

Kabe ke raunaq Kabe ka manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar

Dekhun to dekhe jaaun barabar
Dekhun to dekhe jaaun barabar

Allahu Akbar Allahu Akbar
Kabe ke raunaq Kabe ka manzar

Allahu Akbar

Hairat se khud ko kabhi dekhta hun
Aur dekhta hun kabhi mai haram ko

Hairat se khud ko kabhi dekhta hun
Aur dekhta hun kabhi mai haram ko

Laya kahan mujhko mera muqaddar
Allahu Akbar Allahu Akbar

Laya kahan mujhko mera muqaddar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekhun to dekhe jaaun barabar

Allahu Akbar

Hamd-e-Khuda se tar hain zabaane
Hamd-e-Khuda se tar hain zabaane
Kaano me rass gholti hain Azaanen

Hamd-e-Khuda se tar hain zabanen
Kaano me rass gholti hain Azanen

Bas ek sada aa rahi he barabar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Bas ek sada aa rahi he barabar

Allahu Akbar

Maangi hain maine jitni duaaen
manzoor hongi maqbool hongi

Maangi hain maine jitni duaaen
manzoor hongi maqbool hongi

kyunki Meezab-e-Rehmat hai mere sar par
Allahu Akbar Allahu Akbar
Meezab-e-Rehmat hai mere sar par

Allahu Akbar

Yaad aa gayi jab apni khatayen,

ashkon me dhalne lagi iltijayen,

Yaad aa gayi jab apni khatayen,
ashkon me dhalne lagi iltijayen,

Roya ghilaaf-e-Kaaba pakad kar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Roya ghilaaf-e-Kaaba pakad kar

Allahu Akbar

Apni ata se bulwa liya hai
Mujh par karam mere rab ne kiya hai

Apni ata se bulwa liya hai
Mujh par karam mere rab ne kiya hai

Pahuncha hun phir se hateemi ke andar
Allahu Akbar Allahu Akbar

Pahuncha hun phir se hateemi ke andar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekhun to dekhe jaaun barabar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Qatre ko jaise samundar samete
Qatre ko jaise samundar samete
Mujhko mataa apne andar samete

Qatre ko jaise samundar samete
Mujhko mataa apne andar samete

Jaise samete aagosh madar,
Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekhun to dekhe jaaun barabar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Baab-e-Karam par aaye hue hain
Phir Multazam par aaye hue hain

Baab-e-Karam par aaye hue hain
Phir Multazam par aaye hue hain

Ae Sacchhe jawa tere gadagar,
Allahu Akbar Allahu Akbar
Ae Sacchhe jawa tere gadagar,

Allahu Akbar

Bheja hai Jannat se tujhko Khuda ne
chooma hai tujhko khud Mustafa ne

Bheja hai Jannat se tujhko Khuda ne
chooma hai tujhko khud Mustafa ne

Ae hajr-e-Aswad tera muqqadar
Allahu Akbar Allahu Akbar

Ae hajr-e-Aswad tera muqqadar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekhun to dekhe jaaun barabar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Jispar nabi ke qadam ko sajaya
Apni nishani kah ke bataya

Jispar nabi ke qadam ko sajaya
Apni nishani kah ke bataya

Mahfooz rakha rab ne wo patthhar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Mahfooz rakha rab ne wo patthhar

Allahu Akbar

Dekha safa bhi marwa bhi dekha
Dekha safa bhi marwa bhi dekha

Rab ke karam ka jalwa bhi dekha
Dekha safa bhi aur marwa bhi dekha

Rab ke karam ka jalwa bhi dekha
Dekha, dekha, dekha rawa ek saron ka samandar

Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekha rawa ek saron ka samandar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Tere karam ki kya baat Maula
Tere karam ki kya baat Maula

tere haram ki kya baat Maula
Ta-umr karde aana muqaddar

Allahu Akbar Allahu Akbar
Ta-umr karde aana muqaddar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Kabe ke upar se jate nahi hain
Kis ko adab yeh sikhate nahi hain

Kabay ke upar se jate nahi hain
Aur kis ko adab yeh sikhate nahi hain

Kitne muaddab hain yeh kabootar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Kitne muaddab hain yeh kabootar

Allahu Akbar

Maula sabih aur kya chahta hai
Maula sabih aur kya chahta hai
Bas maghfirat ki ata chahta hai

Maula sabih aur kya chahta hai
Bas maghfirat ki ata chahta hai

Bakhshish ke talib pe apna karam kar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Bakhshish ke talib pe apna karam kar

Allahu Akbar Allahu Akbar

Kabe ke raunaq Kabe ka manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Allahu Akbar Allahu Akbar