Allahumma Ballighna Ramzan | Hafiz Bilal Qadri
Allahumma Ballighna Ramzan | Hafiz Bilal Qadri
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Marhaba sad marhaba phir amad-e-ramzan hai
Khil uthe murjhaye dil taza hua emaan hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Ya khuda ham asiyon par ye bada ehsan hai
Zindagi me phir ata hamko kiya ramzan hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Tujhpe sadqe jaun ramzan tu azimusshan hai
Tujhpe nazil haq ta’aala ne kiya quran hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Abre rahmat chhaa gaya hai aur sama hai noor noor
Fazl-e-rab se maghfirat ka ho gya samaan hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Har ghadi rahmat bhari hai har taraf hai barkaten
Mah-e-ramzan rahmton aur barkton ki kaan hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Aasiyon ki maghfirat ka lekar aaya hai payaam
Jhoom jao mujrimon ramzan hai ghufran hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Kam hua zor-e-gunaah aur masjiden abaad hai
Mah-e-ramzan-ul-mubarak ka ye sab faizan hai
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan
Aati hai mere lab pe dua roz-o-shabina
Allah dikha de mujhe ramzan-e-madina
Iftar karun masjid-e-nabwi ke sehan me
Mil jaye meri zeest ko lamhate sakeena
Allah dikhaye mujhe ramzan-e-madina
Sehri ki wo raunaq dar-e-sarkar pe dekhun
Allah mera ghar bhi ho ho mahroom-e-kareena
Ya Ilahi, tu madine me kabhi ramzan dikha
Muddaton se dil me yeh Attar ke arman hain
Allahumma ballighna ramzan
Allahumma ballighna ramzan