Ashab-e-Mohammad | Hafiz Abu Bakr
Ashab-e-Mohammad | Hafiz Abu Bakr
Ashab-e-Mohammad, Ashab-e-Mohammad
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Wo shamma-e-Haram ke parwane
Wo khatm-e-Rasool ke deewane
Hai jin se mahki dil ki kali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Islam ne jin ko izzat di
Islam ko quwwat jin se mili
Imaan ki riwayat jin se chali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Tarteeb-e-khilafat bhi hai yahi
Tarteeb-e-fazeelat bhi hai yahi
Lagti hai ye hi tarteeb bhali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Is nazm ki khushboo phailegi
Ye khushboo har soo phailegi
Goonjega ye naghma gali gali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ye katba haram ki zeenat hai
Ye loho qalam ki zeenat hai
Likh shah Nafi sab inko jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Yaran-e-Nabi me sabse jali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)
Ashab-e-Mohammad haq ke wali
Abu Bakr-o-Umar Usman-o-Ali (ra)