Hasbi Rabbi Part 2 | Hafiz Abu Bakr

Hasbi Rabbi Part 2 | Hafiz Abu Bakr

Hasbi Rabbi Part 2 | Hafiz Abu Bakr
: :

Allah hu Allah hu Allah hu Allah hu
La ilaha illallah La ilaha illallah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Noor-e-Muhammad jab chamka
Salle ala ka shor hua
Sabne mil kar yehi kaha
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Mere nabi (saw) ka hai mukhda
Chand bhi jis par hai shaida
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Aap ka taiba misl-e-jina
Aur paseena mushk-o-hina
Chand se bhi raushan talwa
La ilaha illallah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Ahle musalmano par wo
Zulm-o-tashaddud karte the
Shahr-e-Arab me rahte the
But ki ibadat karte the

Ahle kufr ko Makke se
Bhagne ka rasta na mila
Charo taraf jab goonj utha
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Aap waqqar-e-deen mubeen
Aap sa aaqa koi nahin
Aap ke hi hain zer-e-nageen
Chahe falak hon chahe zameen

Aap se alam mehak utha
Khatm hui zulmat ki ghata
Bacchha bacchha kahne laga
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Kehne laga Abu Jahal ke
Ham Kaabe me to jate hain
Butkhane me mere bhala
Aap na kyun kar ate hain

Apne qudum-e-paak ko jab
Butkhane me hai rakha
Bol uthe sab jhoote khuda
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Lab par naat-e-paak ka naghma
Kal bhi tha aur aaj bhi hai
Mere Nabi (saw) se mera rishta
Kal bhi tha aur aaj bhi hai

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Batla do Ghustakh-e-Nabi ko
Ghairat muslim zinda hai
Deen pr mar mitne ka jazba
Kal bhi tha aur aaj bhi hai

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Aap jo ayen duniya me
Kufr ki zulmat door hui
Noor jahan me phail gay
La ilaha illallah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Jab hashr me nafsa nafsi ka
Har simt ajab manzar hoga
Ayenge shafaat ko us dam
Muhammad ur Rasool Allah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Mahtab-e-risalat ne jis dam
Ahkam-e-shariat batlaye
Dushman bhi yahi chilla utthe
Rasoolullah Rasoolullah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Quran jo nazil tumpe hua
Aejaz bayan wo uska
Kuffar bhi sun kar kehne
Laga La ilaha illallah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Kya shan tumhari ummat ki
Wo haq se mili azmat jisko
Karte hain tamanna jiske liye
Ruhullah Kareemullah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Ki faqa kashi ummat ke liye
Gali bhi suni patthar bhi sahe
Meraj me ki bakhshish ki dua
Ya Allah hu ya Allah

Fakhr Rasool mahboob-e-khuda
Aap sa koi hoga kahan
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

Hasbi rabbi jallallah
Mafi qalbi ghairullah
Noor-e-Muhammad Sallallah
Haq Allah hu haq Allah

La ilaha illallah La ilaha illallah
La ilaha illallah La ilaha illallah