Mere Khuda | Hafiz Abu Bakr

Mere Khuda | Hafiz Abu Bakr

Mere Khuda | Hafiz Abu Bakr
: :

Mere khuda, Mere khuda, Mere khuda
Mere khuda, Mere khuda, Mere khuda
Meri ankhon ki zindagi ke liye
Mujhe dikha de madina bas ek ghadi ke liye

Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye
Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye

Rasool-e-paak se jakar saba ye kah dena
Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena

Ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina
Main mariz-e-Mustafa hun mujhe chhero nahi tabibon
Meri jo zindagi jo chaho, Mujhe le chalo madina

Rasool-e-paak se jakar saba ye kah dena
Main beqarar hun taiba ke hazri ke liye

Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye
Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye

Andhere tik nahi sakte ke aisa noor hai ye
Nadan hai nabi ka jo farman nahi padhte
Akhbar to padhte hain quran nahi padhte

Sarkar ki ankhon ki thandak hai namazon mein
Kya apki seerat ka unwan nahi padhte

Andhere tik nahi sakte ke aisa noor hai ye
Kalaam-e-paak padho ghar mein roushni ke liye

Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye
Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye

Ye arzoo hai madina pahunch ke roze ki
Ilahi chahe sara ghar mera neelam hoj aye

Magar aqaa ke dar pe zindagi ki shaam hojaye
Junoon-e-Ishq-Ahmed is tarah kuchh dil mein ho paida
Nabi ke chahne walon mein mera naam ho jaye

Ye arzoo hai madina pahunch ke roze ki
Lagaun khaq mein ankhon mein roshni ke liye

Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye
Mere khuda, Meri ankhon ki zindagi ke liye