Jalwa-e-Janan | Junaid Jamshed
Jalwa-e-Janan | Junaid Jamshed
Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan
Maula ya salli wa sallim Da-iman aabadan
Aala habibika khairil Khalqi Kulli hi mi

Na koi aap sa hoga, Na koi aap jaisa tha
Koi yousuf se poochhe, Mustafa ka husn kaisa tha
Zameen-o-aasmaan me koi bhi misaal na mili
Maula ya salli wa sallim Da-iman aabadan
Aala habibika khairil Khalqi Kulli hi mi
Daleel-e-zindagi wo hain, Kamal-e-bandagi wo hain
Koi bhi daur ho us me Meraj-e-Aadmi wo hain
Wohi to deen-o-duniya hain, Jo baaten aapne kahin
Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan, Jalwa-e-Janan
Maula ya salli wa sallim Da-iman aabadan
Aala habibika khairil Khalqi Kulli hi mi
Rasullullah, Habibullah, Imam-al-Mursaleen

Koi bhi baat ho har hukm unka mutabar aisa
Ke unka haan nahin kahana bhi hai Quran ke jaisa
Hadis-e-paak kahlaayin jo baaten aap ne kahin
Maula ya salli wa sallim Da-iman aabadan
Aala habibika khairil Khalqi Kulli hi mi
Darud un per salam un per, Yahi kahna khuda ka hai
Khuda ke baad jo hai, Martaba salle ala ka hai
Wohi sardaar-e-aalam hain, Wohi ghum khawar-e-ummat hain
Wohi to hashr ke maidan me sab ki shifaat hain
shifaat ke liye sab ki nazar un per lagi hogi