Sadqa-e-Mustafa | Nisar Ahmed Marfani

Sadqa-e-Mustafa | Nisar Ahmed Marfani

Sadqa-e-Mustafa | Nisar Ahmed Marfani
: :

Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye samader ye lahren ye dariya sabhi
Saalon sang mahon pal zindagi aur jaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Na tha waqif khuda se koi bakhuda
Raaz haq ka hua hai jo ham pe ayan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye shajar ye hajar ye baharen chaman
Phool khushboo kali aur ye gulsitan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Rab ki har shai Mohammad (saw) ki taabe hui
Ye jo kalma padhen kam karen be zaban
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Sare rishte tumhari badaulat mile
Mere bhai bahan baap aur meri maa
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Paas husn-e-amal koi mere nahin
Phir bhi hota hai wo kibriya meharban
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Teri auqat kya hai junaid-e-hazin
Zikr-e-Sarwar kahan tu kahan ye bayan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Shams tare qamar chandni kahkashan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa

Ye hawa ye faza ye zameen asmaan
Sadqa-e-Mustafa hai sadqa-e-Mustafa