Mere Aaqa Ne Gham-e-Deen Me | Fahad Shah
Mere Aaqa Ne Gham-e-Deen Me | Fahad Shah
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Aah hijrat ki ghadi
Dil pe kya guzri hogi
Badi pur-ashk nigahon se
Jo Kaaba dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Kitna sadma dil-e-Aaqa ne
Saha hoga jab
Daman-e-Ohad me
Tukde hue Hamza (ra) dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Aao kaabe se lipat jayen
Isi kaabe ne
Gham-e-ummat me pareshan
Rukh-e-zeba dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Ummati hote hue hamne
Madine me faqat
Fikr-e-Aaqa ko nahin
Gumbad-e-khazra dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Mahal walon ke haseen
Mahal hue be wuq’at
Jab tasawwur me shah-e-deen
Tera hujra dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha
Hamne Aaqa ke ghulamon ke
Dilon me hud hud
Shauq duniya ka nahin
Bas gham-e-uqba dekha
Mere Aaqa (saw) ne gham-e-deen
Me kya kya dekha
Kabhi Taef ke mushaqqat
Kabhi faqah dekha