Naboowat Me Risalat Me | Hafiz Abu Bakr
Naboowat Me Risalat Me | Hafiz Abu Bakr
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Jo kaaynat ki rangeeniyon
Me aql daudaaye
Unhe washshams unhe wallail
Unhe hi waddoha paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Kaha Adam (as) ne main
Khuld-e-bari se hoke aaya hun
Whan tooba ke har patte pe
Naam-e-mustafa (saw) paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Shab-e-meraj the maujood
Aksa me nabi saare
Magar the muqtadi unko
Sabhi ka peshwan paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Farsh ke chand ki ungli
Uthi jab arsh ki janib
Wahan ka chand taamilan do
Tukdon me bata paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Hua unki hayat-e-tayyaba
Ka jo bhi inkari
Baraste lanaton ko uske
Chehre pe sada paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya
Kate besakhta Yousuf (as) pe
Angusht-e-zara mazhar
Magar unpe khudai kya
Khuda ko bhi fida paya
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paaya
Naboowat me risalat me
Sakhawat me sadaqat me
Uthe jis simt bhi nazren
Unhin ko muntaha paya