Nabi Ke Sahaba Ke Raste Pe Chalke | Anas Younus
Nabi Ke Sahaba Ke Raste Pe Chalke | Anas Younus
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chalke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai
Laga hai nasha jab se jannat ka hamko
Uchaat apna dil is jahan se hua hai
Woh Taaef ki waadi me kha kha ke patthar
Tumhare liye jo tadapta raha tha
Usi ke tareeqe ko pairon se rounda
Zara yeh bataao ke kaisi wafa hai
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chalke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai
Laga hai nasha jab se jannat ka hamko
Uchaat apna dil is jahan se hua hai
Yeh wo maut hai dosto jis ki khatir
Nabi ne bhi maangi thi Rab se duaayen
Kataaya hai islam me jiske sar ko
Khuda ki qasam wo amar ho gaya hai
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chalke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai
Laga hai nasha jab se jannat ka hamko
Uchaat apna dil is jahan se hua hai
Suno Ohad ke paar se ye sada hai
Anas Bin Nazar (ra) ki tumhe kah rahi hai
Jo Allah ki raah me gardan kata de
Wohi asal me aashiq-e-Mustafa hai
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chalke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai
Laga hai nasha jab se jannat ka hamko
Uchaat apna dil is jahan se hua hai
Masaaeb ke maidan me kood padna
talab me shahadat ke dil ka machalna
Masaayeb ke maidan me kood padna
talab me shahadat ke dil ka machalna
Khuda ke liye sare aalam se katna
Haqeeqat me firdaus ka rasta hai
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chalke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai
Laga hai nasha jab se jannat ka hamko
Uchaat apna dil is jahan se hua hai
Nabi (SAW) ke sahaba (RA) ke raste pe chal ke
Dilon ka sukoon hamne hasil kiya hai