Aa Gaye Dekho Umar (RA) | Shaz Khan
Aa Gaye Dekho Umar (RA) | Shaz Khan
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali
Pyare aaqa (SAW) ki sarasar hai duaon ka asar
Aasman walon ne dekha aa gaye wo khush khabar
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Jaan mujahid ki machal jaye to phir rukti nahi
Tegh ka jhukna to kya hai jab nazar jhukti nahi
Lo chalen kaabe ki janib
Wo khula sajdon ka dar
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali
Haal ki tasdeeq ko jab des se lakar wo gaye
Maa ko jab ghamgheen dekha bachhe ro kar so gaye
phir khalifa le chale
Saaman apni peeth par
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali
Aadhi duniya ka khalifa aur hai pewand-e-haal
Kya maharat kiya adalat kya jazarat kiya jalal
Door se hi bhagta
Shaitan rasta chhor kar
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali
Jo zuban se kah diya ayat nazil ho gayi
Ek misal-e-hukmrani kaisi hasil ho gayi
Jis ke likhe ek rukke
Se hui jarai mehal
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali
Ped ke saye mein sota hai wazeer-e-mustafa
Sadgi mein rob hai emaan ke anwar ka
Shah-e-Kisra kunjiya laye
Jhuka ke apna sar
Aagye dekho umar (RA)
Aagye dekho umar (RA)
Umar (RA) ki shan nirali
Umar (RA) ki shan nirali