Tala Al Badru Alaina | Junaid Jamshed

Tala Al Badru Alaina | Junaid Jamshed

Tala Al Badru Alaina | Junaid Jamshed
: :

Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtehan aur bhi hain

Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum
Maqamat-e-aah-o-faghan aur bhi hain

Tu shaheen hai kaam hai parwaz tera
Tere samne asmaan aur bhi hain

Isi rauz-o-shab me ulajh kar na rah ja
Ke tere zaman-o-makan aur bhi hain

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil-wadaa’
Wajawash shukru ‘alayna ma da’a lillahi daa’

Aisa badla hai sama kaanten bhi ab phool hain
Aap kya pahunche madeena aayi hai ab jaan me jaan

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil-wadaa’
Wajawash shukru ‘alayna ma da’a lillahi daa’

Sath hain Siddiq-e-Akbar ishq sacchhai ka paikar
Ishq aisa be misal khush hai jisse zuljalal

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil wadaa’
Ayyuhal mab’uthu fina ji’ta bil amril mutaa’

Ye kaha ke ae Ali (ra) tum amanat ke ameen
Let ja bistar pe mere aaj tera imtehan

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil-wadaa’
Ji’ta sharraftal Madina marhaban ya khayra daa’

Ye paseena aap ka jisse amber sharmsar
Jalwa-e-jana kahun main ya jamal-e-mustafa

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil-wadaa’
Wajawash shukru ‘alayna ma da’a lillahi daa’

Hukm-e-rabbi se ye hijrat kya kahun main iski azmat
Aisa sikhlaya kareena badh gayi shan-e-madeena

Tala’ al badru ‘alayna min thaniyyatil-wadaa’
Wajawash shukru ‘alayna ma da’a lillahi daa’