Mah-e-Ramzan Aaya | Owais Raza Qadri
Mah-e-Ramzan Aaya | Owais Raza Qadri
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Shor-e-maheeno sun kar tujh tak me dawan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Jab baan me tajalli par wo nayya re jaan aaya
Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Taiba ke siwa sab baab pamaal-e-panah honge
Dekhoge chaman walon jab ahd-e-khazan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Jannat ko haram samjha aate to yahan aaya
Ab tak ke har kaamu kahta hun kahan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Sar aur wo sang-e-dar aankh aur wo bazm-e-noor
Zalim ko watan ka dhiyan aaya to kahan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Kuchh naat ke tabqe ka aalam hi nirala hai
Sakte me padi hai aql chakkar main ghuma aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Le tauq-e-alam se ab azad ho ab qumri
Chitthi liye bakhshish ki wo sarw-e-rawan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya
Taiba se ham aate hain kahiye to jina walon
Kya dekh kar jeeta hai jo wahan se yahan aaya
Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan aaya