Chand Tare Hi Kya | Hafiz Abu Bakr
Chand Tare Hi Kya | Hafiz Abu Bakr
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Padh ke ruh-ul-ameen sura-e-wad duha
Padh ke ruh-ul-ameen sura-e-wad duha
Surat-e-Mustafa dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Wo gaye arsh tak aur rooh-ul-ameen
Sidrat-ul-muntaha dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Nek-o-bad par hua unka yaksa karam
Log acchha bura dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Kya khabar kisko kab jam-e-kausar mila
Ham to unki ada dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Wo imamat ke shab wo saf-e-ambiya
Muqtadi mubtada dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Hoke gum ae Naseer unke jalwon me ham
Shaan rabb-ul-ula dekhte rah gaye
Unko arz-o-sama dekhte rah gaye
Chand tare hi kya dekhte rah gaye
Allah humma salli ‘ala sayyadna Mohammadin
Chand tare hi kya dekhte rah gaye