Deeni Madaris Zindabad | Hafiz Abu Bakr
Deeni Madaris Zindabad | Hafiz Abu Bakr
Deeni madaris zindabad
Mere madaris zindabad
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris se
Hamesha fikr-o-ummat ki
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris se
Jahan me ilm ki purkaif
Khushbu inke dam se hai
Sada bhrpoor mehnat ki
Mere deeni madaris ne
Khudaye bartar-o-baala
Se sultan-e-madina se
Sahaba se muhabbat ki
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris se
Chaman walon gawah rahna
Chaman ki khair khwahi me
Luteron se adawat ki
Mere deeni madaris ne
Khuda ki sarzameen par
Ghair ke qanoon ko sah kar
Na dawat di baghawat ki
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris zindabad
Utha kar dekh lo
Tareekh ke auraq deewanon
Jinna ki kyun himayat ki
Mere deeni madaris ne
Faqat islam ki khatir
Zameen-e-hind ko chhda
(Ummide nau(9) me hijrat ki)
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris zindabad
Shariat ke tasawwur me
Chale then karwan le kar
Sar-e-manzil pe hairat ki
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris zindabad
Luteron ne sada loota
Hamare des ko lekin
Faqat belon khidmat ki
Mere deeni madaris ne
Taasub qaumiyat ke
Tazkaron ke darmiyan hud hud
Bayan Aaqa (saw) ki seerat ki
Mere deeni madaris ne
Kamar todi jahalat ki
Mere deeni madaris ne
Diya hai amn ka paygham
Ye deeni madaris zindabad
Deeni madaris zindabad
Mere madaris zindabad