Har Dua Ko Falak Tak | Fahad Shah
Har Dua Ko Falak Tak | Fahad Shah
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Teri khatir chalun teri khatir rukun
Har qadam har amal beriyai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Phir se zinda-o-aabad hoga agar
Asman se jigar ko dawai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Chashm-e-ghafil pe taqwa ka pahra rahe
Dil ko tauheed ki raushnai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Sari duniya se anjan ho kar chalun
Mere qadmon ko wo ashnaai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Har ghadi dil me ye gham hamesha rahe
Sari ummat ko teri gadai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Khair wale sabhi mere amaal ka
Kuchh yahan kuchh wahan par kamai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Fazl aur afiyat ka rahe mamla
Ruh ko jism se jab rihai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile
Ae khuda tere hud hud ki tujhse dua
Shauq farwaz ko rahnumai mile
Mujh gunagar ko parsai mile
Har dua ko falak tak rasai mile
Mujh gunahgar ko parsai mile