Wo Sabka Malik Hai | Fahad Shah

Wo Sabka Malik Hai | Fahad Shah

Wo Sabka Malik Hai | Fahad Shah
: :

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Wo sabka malik hai
Jiska arsh-e-mualla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Dariya sehra suraj chand sitare uske
Manzar aur ruten uski ham sare uske

Apni poonji ek peshani
Ek musallah

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Wo sabka malik hai
Jiska arsh-e-mualla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Duniya ek shahkaar maula ki nudrat ka
Karten hain ailan sabhi uski qudrat ka

Matti pani aag hawa
Phal mewe ghalla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Wo sabka malik hai
Jiska arsh-e-mualla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Jiske bas me jaan meri
Uske gun gaaun

Aati jati sanson par
Main kyun itraun

Rakh ka dher banade
Maut ka ek hi halla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah

Wo sabka malik hai
Jiska arsh-e-mualla

Allah Allah hai bas yaaron
Allah hi Allah Allah