Betiyan | Fahad Shah
Betiyan | Fahad Shah
Unko ansu bhi jo mil jaye to muskati hai hai
Betiyan to badi masoom hai jazbati hai
Fatmah Zohra ki tazeem ko uthte the rasool (saw)
Mohtaram betiyan is waste kahlati hai
Unko ansu bhi jo mil jaye to muskati hai hai
Betiyan to badi masoom hai jazbati hai
Log beton se hi rakhte hain tawakko lekin
Betiyan apni bure waqt mein kaam aati hain
Unko ansu bhi jo mil jaye to muskati hai hai
Betiyan to badi masoom hai jazbati hai
Apne sasural ka har gham wo chhupa leti hai
Samne maa ke jab aati hai to muskati hai
Unko ansu bhi jo mil jaye to muskati hai hai
Betiyan to badi masoom hai jazbati hai
Apne baba ke kaleje se lipat kar manzar
Zindagi jeene ka ehsas dila jati hai
Unko ansu bhi jo mil jaye to muskati hai hai
Betiyan to badi masoom hai jazbati hai