Ae Taiba | Junaid Jamshed

Ae Taiba | Junaid Jamshed

Ae Taiba | Junaid Jamshed
: :

Rago me wo lahu baqi nahin hai
Wo dil wo arzoo baqi nahin hai

Namaz roza-o-qurbani-o-hajj
Ye sab baqi hain tu baqi nahin hai

Ae taiba ae taiba ummat ka safeena
Roo-e-zameen par koi nahin hai aisa hai madeena

Kuchh makki kuchh madni ayaten qurani
Hijrat ki tha hukm-e-rabbani

Khair-ul-anam darood-o-salam Mohammad (saw)
Ishq-e-Rasool duayen hon qubool azmat-e-madeena

Ya taiba ya taiba ya dawal aiyyana
Shtiknaa lak wilhawana daana

Qiblati baitullahi sabir allani yauman laki zair
Ya turat haltarani nazir lil kaaba tumurnib amana

Ae taiba ae taiba ummat ka safeena
Roo-e-zameen par koi nahin hai aisa hai madeena

Maidan-e-badar jabl-e-ohad jazba-e-imani
Ajm-o-arab teri hi sultani

Fatima (ra) Ali(ra) Hasn-o-Hussain (ra) gharana
Aap rashdi halqa-e-sahaba kya hoga wo zamana