Sayyed ul Anbia | Fahad Shah

Sayyed ul Anbia | Fahad Shah

Sayyed ul Anbia | Fahad Shah
: :

Sayyed-lu-anbia khatm-al-mursaleen
Noor Rab-ul-ula rahmat-ul-‘aalameen

Sarwar-e-asfiya shafa’a-e-muznibee
Ahmed-e-Mustafa shah-e-duniya wa deen

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam

Fakhr jin wa bashar neimaten be-baha
Nazish-e-bahr-o-bar sadr-e-bazm-e-huda

Kimiya har nazar mojza har ada
Farsh se ‘arsh par ishq jalwa numa

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam

Awwal noor aur akhir me hai mursaleen
Maya-e-naazkul awwaleen akhri

Ambiya-o-malayek se afzal tari
Balke b’ad az khuda muqtadir bilyaqeen

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam

Mazharen shafqaten khas tha maqalah
Sawfa yu’teeka ik fazl be-intiha

Phir fatardah ki nazish ka tamgha mila
Shan-e-aali pe roohen hamari fida

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam

Rifaten zikr ka martaba ye mila
Naam sathi hai Allah ke naam ka

Aap ka hukm goya hai hukm-e-khuda
Khud khuda aap ki kar raha hai sana

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam

Sayyed-lu-anbia khatm-al-mursaleen
Noor Rab-ul-ula rahmat-ul-‘aalameen

Sarwar-e-asfiya shafa’a-e-muznibee
Ahmed-e-Mustafa shah-e-duniya wa deen

Ae habib-e-khuda roz-o-shab subh-o-sham
Tum pe lakhon aur darud aur lakhon salam